Apps Waps Apps
Qissay Nabiyon Ke 1.0
Is app me janiye Pyare nabiyon key woh qissayjin ko parh kar aiman taza ho jaye. kese UNHON ne ISLAM ki khatirqurbanian deen . aur kese ISLAM key mutabiq apni apni zindagianguzaren . aur humen un ki be misaal zindagion se kya sabaq miltahay. ye subh samajnay aur is par amal karne ke liye parhiye yeapp.
Pareshani Ka Hal 1.0
Is aap main janiye un har parshanio ka hal jokay aye din hamaray samnay pahaar ban kar khari ho jati hain..hamen apna ikhtisaab karna chahye , ta kay hamen apnay ander kigalation ki samaj aa sakay . jin galation se hamen mushkilon kasamna karna parta hay un se hamen kuch sekhna bhi chahiye. ta kayzindagi mein kabhi dobara un ka saamna na karna parhe. inhi sabhbaton ko samajnay kay liye is app ko parhna aur samajna hoga. umeedhay hamen is se kafi faida hoga.
Quran Se Ilaj 1.0
This app contains QURAN se ilaj which called also Rohani Ilaj. wecan solve our all problems by reciting QURAN and in this app thereare too many AYAHS which are from the SURAH'S of QURAN.By Rohani Ilaj we can treatment our all of medical problems. likefever, pain, heart problem , ear pain, stomach pain, etc and otherall things which we having in our life.
Education 1.0
Insaan jab baligh ho jata hay tu qudrat kayqanoon kay mutabiq us mein jinsi mubashirat ka maada bhi paida hojata hay. jis se insaan apni jinsi taskeen hasil karta hay. sahitoar par istimal aur sahi waqat par apnay shareek e hayat se milaapka naam hi asal mein jinsi mubashirat hay.is muamlay mein insan pedaish se hi seekh kar nahi aata , balkay iskay baray mein sahi malumat hona buhat zarori hay. warna buhat senuqsanat ka samna karna parta hay. isi ilm ko samajnay aur amal kayliye parhiye ye app.
Apni Namaz Durust Kejiye 1.0
Is app me apni namaz kay baray main woh subhkuch janiye jin chezon ka hum aksar khyal nahi rakhte. jis ki wajahse hamaray sawab me kami aa sakti hay. ya phir aysa bhi mumkin ha knamaz ho hi na . is mein un subh baton ka zikar bari tafseel se kiagaya hay jin ko jaan kar hum apni namaz ki har kami ko door karsaktay hain. mazeed samajnay aur amal karne kay liye parhiye yeapp.
Khawab Ki Tabeer 1.0
Khwab jis kay baray mein hamein ilm honachahiye hamari zindagi ka aik aham hissa hain. raat kay teesraypahar mein dekhay janay walay khwab ko haqeeqat se qareeb kaha gayahay, magar hamein is ki tabeer ka asal mein pata hi nahi hota.kabhi kisi ko apna khwab suna kar galat tabeer le rahay hotay hainaur kabhi kisi ko tabeer bata rahay hotay hain, asal mein is kaamko manah kia gaya hay.Is app se ye madad le saktay hain ko jo khwab aap ne dekha hayis ki tabeer jaan lein. talash karne mein aasani kay liye pagesmein alif se ye tak ki tabeerein alag alag ki gae hain. umeed haykay hamari ye koshish aap kay liye faida mand sabit hogi.
Surah Kaaf Se Ilaj 1.0
Is app me janiye kay kesay hum QURAN ki SURAHKAAF se har bemari ka hal nikal sakte hain, wesay tu sara QURAN himusalmano kay liye rehmat hay. magar allama muhammad javed ne isbook me is surah se woh subh ilaj bataye hain jin ki hamen harwaqat zarorat rehti hay. umeed har parhne walay kay liye nihayatmufeed sabit hogi.
Nabvi Tarika Ilaj 1.0
NABI (PBUH) kay tareeqa e ilaj kay baray mainjaniye . har bemari ka ilaj dua aur dawa se kia ja sakta hay. ilajkay liye masnoon duain, pareshani door karne ki duain. ayat ulqursi, jannat ka khazana hasil karne ki dua aur bhi buhat kuch jinse hamen akhirat o dunya me faida ho sakta hay,dum se ilaj karna sikhiye, acha waris kese manga jaye. shar sebachnay ka tariqa aur buhat kuch janiye is app me.
Toba Kay Anso 1.0
Is app mein janiye un tarikon kay baray mainjin kay zaraiye ALLAH se muafi mang kar apni zindagi o akhirat kosanwara ja sakta hay.Jesa kay ALLAH irshad farmata ha kay WOH toba karne walon ko apnadost bana leta hay .mazeed janiye1- touba ki qismein2- awam ki toba3- khas ki touba4-tanhae mein zamen par girnay walay anso5- rohani bemarion ka ilajaur bhi buhat kuch samajnay aur amal karnay kay liye parhiye yeapp.
Bahar-e-Shabab 1.0
Aurat aur khawand ki jinsi milap ki mukamalmalomat, jis me ikhtiyat aur milnay kay sahi tareqay par guor kiagaya hay, jin baton ka asal me hamen malom hona chahiye woh sabhbaten janiye is app me. inhen jan kay hum buhat se bemarion se bachsakte hain, buhat se gunahon se bhi nijat hasil ki ja sakti hay.buhat se woh kaam jo hum galat kar jatay hain aur kisi se pochtaynahi woh subh janiye aur samaj kar amal ki koshish kijiye.
Milan Ka Tariqa 1.1
Milan jo kay shadi kay baad ka aik aham juzban jati hay is ki mukammal aur sahi malomat hona itna hi zarorihay jitna kay asal mein shadi ko samjha jata hay. kay bacha yabachi abh shadi kay kabil ho chukay hain lihaza in ki shadi abh hojani chahiye . magar is taraf koi tawajjah nahi deta kay shadi kaybaad kay muamlat ye kesay teh karen gay. kya bachon mein itni samajhay kay woh aasani se apni zindagi bina kisi nuqsan ya galti kayguzaar lein gay.
Quotes Of Love 1.0
This app contains most beautiful quotes foralmost all topics. specially for your partners on every situationsin love, trust , relationship, or even you have sad situation inyour love. this app can help you to say anything you want to sharewith your love one. these quotes are with beautiful images designedby skilled graphic designers , who can understand your feelings inlove. or in any situations.share with your friends. via any source as you want. save in yourdevice or do anything as you want.
Shehed Se Ilaj 1.0
NABI (PBUH) par jaan qurbaan karnaywalaySAHABA (R.A) jabh kabhi bemaar hotay tu AAP kay huzoor hazirho karmadad chahtay . APP (PBUH) FARMATAY kay jao aur shehed sedawa lo.SAHABA R.A aisa hi kartay aur shifa yaab ho jatay. is baatse hamenye sabaq mila kay shehed se ilaj mumkin aur mufeed hay. isbaat sekoi inkaar na raha.Is app mein janiye shahed se har bemari ka ilaj. sar kay dardsepaon tak ki takaleef se nijat hasil karen , aur apna ilajkhudkaren.
Bismillah Se Ilaj 1.0
Bismillah jo kay har kaam se pehlay parhnekahukam dia gaya hay, is kay matlab se tu hum subh waqif hain.magaraam tour par ye goar nahi kia jata kay is se kitni barkateinhasilhoti hain. is se kitni mushkilat ka khaatma ho jata hay. wesetuhamaray liye itna hi kafi hay kay hamein hukam hay isay parhneka.magar is baat ka ilm bhi hona chahiye kay isay aur kis tarahaurkahan parhna chahiye kay is se hum dunya o akhirat ki bhalaehasilkar lein .Is app mein janiye kay kesay hum bismillah ko apna karapnimushkilat ka hal nikalein.